Wednesday, December 27, 2017

Famous Sher by Mirza Ghalib

On Mirza Ghalib's 220th birth anniversary today, here are some of the famous sher by the legendary poet that manage to pierce the heart.

"tujhe mohabbat karna nahi aata, mujhe mohabbat ke siwa kuch nahi aata
zindagi guzaarne ke do hi tareeke hain Ghalib, ek tujhe nahi aata, ek mujhe nahi aata"

"hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mire armaan lekin phir bhi kam nikle"

"mat pooch key kya haal hai mera tere peeche,
tu dekh key kya rang hai tera merey aagey"



"haathon ki lakeeron pay mat ja, ae Ghalib,
naseeb unkay bhi hotey hain jinkey haath nahin hotey"

"iss saadgi pe kaun na mar jaaye ae khuda,
ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahin"

"hum toh fanaah ho gaye uskii aankhen dekh kar, Ghalib,
na jaanein woh aaina kaise dekhte hongey"